View Single Post
  #1  
Old 10-14-2006, 06:12 PM
zain's Avatar
zain zain is offline
Ishtiaq
 
Join Date: Aug 2005
Location: London,UK
Posts: 3,568

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 62
Thanked 99 Times in 73 Posts
Nominated 5 Times in 3 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1693
zain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond reputezain has a reputation beyond repute
Awards Showcase
Poet of the Month Poet of the Month 
Total Awards: 2
Default raaye shumaari baraaye muqabala-e- nazam goi Oct 2006

[center][center]


1) Shehr-e-Wafa




2) Tariq Aziz

[/quote]



3) chiraghay akhir shab




4) kanwal Hussain

Main ne chaha k tujhay EID pe kuch peshkeroo'n ....!!!

Main ne chaha k tujhay Eid pe kuch pesh keron

titliyan ded'on mager rang hain kachay un k

chand bhejo'n to hai be'jaan sa pather janaa'n!

phool bin khushboo k kuch dair hi ji paayen gay

taray bhejo'n to kahain toot k khoo jayen gay

achay mosam bhi bohat dair nahin rehtay hain

ye khizaoo'n ka koi waar kahan sehtay hain

kehkashaa'n se to teri aankh kahain roshan hai

jugno patay hain zia aankh se teri aksar

chandni dhoonday panah aankh main teri aksar

sochati ho'n k koi qeemati guhar bhejo'n

koi neelam koi yaqoot ya heera dedoo'n

phir ye socha hai k tum kanch k nazuk pekar!

kis trah dedo'n tujhay tohfay main janaa'n pathar?

teri peshani ka perto hai ye soraj janaa'n!

teri zulfoo'n ki ghata raat se berh ker janaa'n

khushbooyen tera badan oodh k ji paati hain

gull ruttain teri hansi dekh k loat aati hain

teray meyaar ka kuch bhi to nahin hai janaa'n

to hai aakash meri soch zamee'n hai janaa'n

zehan uljha hai k...ab kia tujhay soghaat kero'n?

thak k socha hai k ab Dil se koi baat kero'n....!

Dil main jhanka to jaha'n or tha aabad waha'n

tha sitara koi roshan ya tha mahtaab waha'n

main ne hanstay hoay dekhay hain kaee khawab wahan

titliyaan phool ghata or chamaktay lamhay

ghum ko bholay hoye khushiyoon se mehaktay lamhay!

aik mandir tha jahan aik sanam roshan tha

dilnashee'n aa'kas samaitay hoay ik derpan tha

shabnami qatray wahan laal-o-guhar jaisay thay

saray hi waqt wahan ujjli saher jaisay thay

ye ajab dunya thi jo sab se juda lagti thi

meri umroo'n ki duaao'n ka sila lagti thi

Dil ki khush bakht si dunya ka sabab naam tera

jis k cho lenay se ye DIL hoa anmool mera!

naam jo rooh main tehleel hai khushbo ki trah

meri nas nas main rawaa'n khoon ki gardish ki trah

Dil k band seep main ik qeemti gohar ki trah

Iss liye sab se hasee'n cheez ye Dil hai janaa'n

hai teray naam se anmool ye dunya janaa'n

apni iss chaah ka anjaam main aisay ker doo'n

kyun na iss EID pe....

ye DIL tujhay "Toohffa" kerdoo'n..........!! !!!



5) sameera_pearl



6) sleepy_eyes96

EID
ab ki bar ess eid ne mangi hai
mujh se meri khushyun ki bali
waqt k ablon pa bethi meri roh
kiss qariny se samait rhy hai
hasraton k galy sary lashy
bina ye sochy
k ess khail ko tu chalty rhna hai
pher kitni sadiyan betain gi
jub tak na sansain jum jain
ess khail ko tu chalty rhna hai
kahan ek bar ki bali
bujha paye gi
khushyun k lahu ki piayas


7) haya n



Last edited by zain; 10-19-2006 at 02:24 PM.
Reply With Quote