Mairi Zindagi ka abb saman kardoo | | Mairi Zindagi Ka Abb Saman Kardoo
Rahnay Ko Abb Ik Makan Kardoo
Bhutairi Dhondhli Manzilain Main Nai
Peetnay Ko Abb Ik Nishan Kardoo
Mujhe Per Ik Abb Ahsaan Kardoo
Do Pal Apnay Mairay Mahman Kardoo
Kahdo To Rakht E Safar Bandh Loon Main
Uthanay Ko Bus Kuch Insaan Kardoo
Meer
__________________
doorejadded ka meer hoon sadion ko yad rakhta hon
mai taqqi oo dard ki khaaq hoon
sahib hoon meer takhallus rakhta hoon meer |