Quote:
Originally Posted by hayat Bhai Ji ,
Assalamo Alaikum,
Aap ki maharbani aur cooperation say ab kam theek chalraha hae aur kuch sochnay k qabil howa hoon. Warna pahlay tu tamam waqt signin kartay aur kartay hi guzar jata tha. ok . Haan ab moamla ye hae k mein apna section banwana chahta hoon. Laikin ap k daey howaey link par click karnay par maloom howa ye page hi kaheen aur chala gaya wahaan nahi mila. HG poets ki list mein mera nam hae aur aek page bhi hae jo khali hae. ab kia karna hoga. Haan wahan ye nam hae HAYAT(DR. KHIZAR HAYAT). WAISAY MERA TAKHALUS SAATH NAHI HAE . pora nam tu is tarah ho Dr. khizar Hayat Tahir.
mein section " hayat" k title say banwaoon ga. laikin nam pora mandarja bala hi ho. plz u take trouble 4 me n create it. Will u? aaj aek ghazal post karnay wala tha laikin ab chahta hoon k isi section mein bhaijoon. uf itna lamba khat aek lamha k laey jis k pass tu aek hi lamha hoga . khair woh lamha hi hayat e jawedan paega. ab tum jano aur tumhara kam bhai mein farigh warna? isi tankhah par kam karta rahoonga haan bata doon agar tum nahi karogay na tu meri aek bahn bhi hae woh kar daegi ya aap ko aek ...... raseed karkay karwalaeygi.. hahahaha
hayat |
I am sorry ji.. the link was broken
Check this one
http://www.hallagulla.com/urdu/urdu-...hallagulla-170