View Single Post
  #1  
Old 04-30-2003, 03:27 PM
HG_kashif bilal's Avatar
HG_kashif bilal
Guest
 
Posts: n/a

Tutorials:

Default [SOLVED] Mujhe tumyaad aate ho

<font color='#0000cc'>Main Jab bhi chand ko dekhoon , Mujhe tum yaad aate ho
Main apne aap ko sochoon &nbsp; &nbsp;, Mujhe tum yaad aate ho

Siyahe rat ki aur khamoshi jab dil pe chaa jae
Main jab tanhai se ro doon , mujhe tum yaad aate ho

Tumhara aks sone bhi naheen deta hai ratoon main
Main jab bhi aankh ko moondoon,mujhe tum yaad aate ho

Bita,oon ga main kitne aur ratain jaag kar jaanan
Main kab tak yeh sitam jheeloon , mujhe tum yaad aate ho !

(Kashif Bilal)
</font>