Re: abhi is zavi'ay pr sochta koi nahi ho ga | | mujhy gham tha k tanhaai meri qismat hy bil-aakhir
usy ye zoam tha us se juda koi nahi ho ga
wah wah wahhhhhhhhhhhhhhhh
kya hi kehnay faizan bhai................ .
bohat khooob.........
bohat pasand aee aap ki ghazal,,,,,,,,
keep sharing
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |