Re: Apnay ash'aar se phir dardd jagaa lainay do | | Asslamo alikum sajid pehli bata to yeh k yeh nazam(poem) nahin balkay mere khyal main aik ghazal hai aur ghazal waqai aap ne dil moh lene wali likhi hai bohut khoob poori ghazal hi zabar10 hai magar khass tor par yeh line be hada chhi lagi Abrr, aankho'n mai'n hai, barsaat bhi aa jaay gi
Un k honto'n pe mera naam to aa lainay do
__________________ |