Quote:
Originally Posted by zain ASLAM O ALEKUM,
Aap doston ke reply se andaza hota hai ke is ghazal main abhi bahot si ghaltiyaan hain,jin ki taseeh bahot zaroori hai,(shaaid main kuchh jald baazi kar gaya).
meri MOD hazraat se darkhwaast hai ke PLEASE is THREAD ko DELETE kar diya jaaye,......main is ghazal ko nazar saani ke ba.ad dobara post karoon ga,
bahot khush rahiye,
ALLAH NIGEHBAAN. |
W/Salam Zain bhai... @};-
buhat umdah ghazal likhi hay aap nay...
1.gif)
mujh jaisay mubtadi ko iss meiN khami nahiN dikhti... Qassim bhai, Ashraf bhai aur Faizan bhai jaisay kohna mashq shayerouN nay yaqeenan baja tour per khamioN ki nishandahi ki hogi..
aur iss thread ka delete na kiya jana sahi hay. kioN K iss se naye logouN ko
seekhnay ka moqa milay ga...
1.gif)
aur kioN k iss meiN hamaray doosray shoura ki qeemti ara'a bhi darj heiN.. issliye ye aur qeemti ho jata hay
mera mashwara hay k aap issko sahi ker kay phir se yahaaN laga deiN..
1.gif)