Re: Ik dil he, aik jaan he rakht e safar meraa | | asslamo alikum wah Ashraf sahab kiya khub soorat ghazal likh daali hai aap ne is se anadaza hogaya hai k har acha shair khud ko tifle maktab samjh kar kitna acha kse likh leta hai aik aik sher ki apni aijk alag taseer hai samjh nahin arha kis kissher ki baat karoon wah maza agaya
__________________ |