Re: Ik dil he, aik jaan he rakht e safar meraa | | bohat khooob ........kya kamal likhaa Ashraf sahab aap nay............
Zanjeer ban ke paaoN se lipTii he yeh zameen
Aor us pe aasmaan he rakht e safar meraa
Ashraf yaqeeN banaakay liyay phir rahaa hooN saath
Kiaa dilnasheeN gumaan he rakht e safar meraa.
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |