Tughay daykh liyaa hai mainay | | Asalama alaikum aaj bhi aik choti see nazam aap sab k liyee pash ker raha hoon....es umeed k sath k aap ko achi lagay gee... ....... tughay daykh liaa hai mainay... aaj mulakaat hai mayri dard say
aaj milnay aye ga mughay ghum tayra
aaj phir................ ...............
tughay daykh liyaa hai maynay
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |