Quote:
|
Originally Posted by meerji maat roo tum kai
hum aap kai aansoo ponch dain gay
app kai dard ko
apnay seenay mai peero dain gay
app kai liyay khud ko fana kardain gay
jo kahoo to khatam apni ana kardain gay jub bhi app girnay lagain gay
apnay wajood ko hum zameen kardain gay |
Behad khoobsurat nazam kahii hai aap ne meer bhai ... Bohot aalaa :clap6 :clap5
Dhair saarii daad qubool keejiay
YouNhii hanste muskuraate rahiay (dua)
Qassim Mirza
:Qassim: