meri samajh mein nahi araha hai qassim tumse mein kya kahoon..is kadar khubsurat ghazal tum nai likhi hai aur is sai khubsurat koi tohfa nahi hosakta bauhat bauhat achi lagi tumhari ghazal
1.gif)
bas mein KHUDA sai yehi dua karti hoon kai mere apnai jo mujhe itna chahtai hain woh hamesha mere sath rahain
1.gif)
tum jaisai bhai ki dua sath ho to phir kya gham bauhat khush raho aur Khuda tumhein hamesha kamyab karai ameen sum ameen
