Quote:
|
Originally Posted by Inam assalam o alaikum dosto
aik dost ki fermahish pe aik puranii nazm peysh e kidmat he....umeed he aap ko pasand aaye gii |
Inam bhai, aik muddat k baad aap ka likha paRhne ko mila ... Bohot heee khoobsurat nazam kahii hai aap ne ... Dhair saarii daad qubool keejiay
Aur yeh to bataa'iay k inte dino se aap thay kahaaN? Hamaarii yaad naheiN aatii aapko?
Qassim Mirza
:Qassim: