Quote:
|
Originally Posted by Qismat Ka Sataya
Dosto yeh shair jo maiN aapkii khidmat meN paiSh kerne jaa rahaa hooN, yeh achaanak se ho gaya ... Image section meN images browse ker raha tha maiN, wahaaN per aik image nazar se guzrii, usay dekhte hee yeh shair ho gaya ... Shaayad kisii qaabil ho hawas ki dhund ne be.waqt maar Daalaa hai
wagarnah ham ko bhii khuwaahiSh bohot thi jeenay kee
Qassim Mirza :Qassim: |

buhuuuuuuuuuuuuut zabardast janab>-v
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak