Quote:
|
Originally Posted by rida jabeen walaikum asslam bhaya achanak hone wali
shairi hi darhaqeeqat asal shairi hai issey yunhi to amad ka naam nahin
diya jata an well bohut khoob likh dala aap ne mehroo ki baat se itefaaq
karti hoon is par aik adada ghazal likh daalye  |
Aisa lag raha hai k tumhaare aur mehroo k israar per ab ghazal kehnii hee paRaygii
1.gif)