Quote:
|
Originally Posted by Qismat Ka Sataya Qassim: |
walaikum asslam bhaya achanak hone wali
shairi hi darhaqeeqat asal shairi hai issey yunhi to amad ka naam nahin
diya jata an well bohut khoob likh dala aap ne mehroo ki baat se itefaaq
karti hoon is par aik adada ghazal likh daalye
