Dosto yeh shair jo maiN aapkii khidmat meN paiSh kerne jaa rahaa hooN, yeh achaanak se ho gaya ... Image section meN images browse ker raha tha maiN, wahaaN per aik image nazar se guzrii, usay dekhte hee yeh shair ho gaya ... Shaayad kisii qaabil ho
hawas ki dhund ne be.waqt maar Daalaa hai
wagarnah ham ko bhii khuwaahiSh bohot thi jeenay kee
Qassim Mirza
:Qassim: