Quote:
|
Originally Posted by kanch ki mehroo pehli kawish hai to bohat hi ziada achi kawish hai Altab Sahib.... bohat si dad qubool kijiye....@};-
likhtay rahiye aur share kartay rhaiye.... |
Salamz jee,
Bohat bohat shukriya jee, aap nay jis khaloos say hosla afzaai ki main intehaai mamnoon hoon, aap ki ghazlain nazar say guzarti hain, aap khud bohat acha likhti hain, is liye agar aap nay kuch alfaaz hosla afzaai main kahay hain to bohat maani rakhtay hain, bohat khush rahain, jeeti rahain.