Quote:
|
Originally Posted by Bhaii Bhulakkar sahib shukar kijiay k meinnay VOTE nahi cast kiya WERNA aap nahi jeet patay...  kiu .................zah ir hay mein agar cast kerta to kisi doosray ko daita aur woh aik VOTE aap sey agay nikal jata...:p
mubarak ho ...;)
P.S abay yeah shairee mein MAIDAAN marnay ki mubarakain kab tak laiga....aik aur bhi maidan kahli hay...WOH apna CHANGU bhi is mahinay MAIDAN maariya hay...  |
Abay teray se tou meray ko yahi ummeed thi kalmoooha na ho tou...

0
khair... ye tou azrah-i-mazaq thi baat.. vote ussi ko cast kerna chahiye.. jo haqdaar ho... aur humko aap se insaaf pasandi hi ki ummeeed hay.. .kabhi ye nahin kay aap humko hi vote cast karain
abay kon kon say maidan ki baat ker reya hay tu .. khul ker baat kar... tu tou janta hay mein thora bay aqal hooN...
