Re: ___Woh aankhain kaisi Aankhain hain ..(Parody)..___ | | Tubah Aas bhai ... main pareshaan keh yeh aap poets cluz mein aur aik nazum .. parody per shuk gaya .. aur ufffffffffffffffffff fffffffffffffff HAS HAS HAS BEYHAAL aik wuh shugufta bhabi ka shear aur yeh aap ki nazum .. lolz... itni mushkil se roki hai hasi awurna bhai ju soo raha hai os ne kutt lagani thi meri .. lolz
__________________ teRe khyaL se bach kar bata kahan JaOn
Yahan sakoot bhi teRi sadaOn Jesa hai ... |