Quote:
|
Originally Posted by Shagufta Basit uffffffffffffff
pata hai abhi yahan bhi halka halka barishoo ka mousam howa wa hai
aur aise main aap ki nazm parh k behud acha laga
khush raheye likhti raheye |
bohat lucky hein ap hamaray shahar par to barishain kabhi kabhar bhoulay se mahaban hoti hein.nazam pasand karnay ka shukria.duaon mein yaad rakhiyae ga.