Re: February Muqabala e Nazm Goyii Natahij | | aap sab ka bohhat bohhhat shukriya k aap nay meray qalaam ko iss qaabil samjha ... ALLAH aap sab ko bohhat khush rakhay aur dhiaron kaamyabiyan day Aamin .. aik baar phir aap sab ka bohhat bohhat shukriyaa 1.gif)
__________________ Wo jo shakhs tha wo kitab tha, so kitab jaisay bikhar gae Wo jo khwab thay wo azab thay, so azab jaisay thehr gaye |