Quote:
|
Originally Posted by kanch ki mehroo
apni 1 adad ghazal ke sath phir say aa gaii main
paish-e-khidmat hai @};-
apni qeemti aara say zaroor nawaziye ga...
khush rahiye
Mehroo |
Mehreen tum bohot bohot achchha likhne lagii ho abhii ... Jo kuch Withlove ne kaha bilkul Theek kaha hai ... Tumharii soch meN kaafii puKHtagii aa chukii hai ... Mayaarii kalaam paiSH kerne lagii ho aaj kal ... Bohot saarii daad qubool kero
Qassim Mirza
:Qassim: