Re: ~*~Alfaaz kabhi tasveer banaya kartai thai~*~ | | diyaji
bahut hi aacha laga...
lekin nazam to aur bhi aacha lagta agar aap inn sab alfaaz ka meaning bataade to
tabeer
Khadshoon
kurbat
justju
urdu main utna nahin jaanta shayad sab ko patha hai unka meaning par mere liye to yeh ajnabee hai
__________________ Ek pal lagta hai kissi ko dhoondne mein
Ek ganta usse aacha lagne mein
Ek Din usko chaahane mein
Par puri zindagi bhi kam hai usko bhulane mein
-Unknown (English : Saud Kazia) |