Rabne tumhe kaise banaya | | Pehle sab nazmon ke saath pesh kiya tha aabhi akele aik aik karke Rabne tumhe kaise banayaa
Kudrat ki saare tumhe samaaya
Raat lekar zulphen sajaaya
Heere aur moti nainon mein bhitaaya
Honton ko usne
Ghulabon mein nahaya
Chehre ko tab
Dudhon mein duboya
Koyal se pyari
Bol tumse gawaaya
Phir usne tumhe ada jamaaya
Phool se li nazakat
Bijli bani muskurahat
Tanko dhaapa komal
Haathon se mal diya sheethal
Jab aapna tarana aazmaayaa
Rab ko chuthi pareshaaniyan
Sabse laajawaab usne kahaa
Chaha ladki Bani Apsara "Chehre ko tab
Dudhon mein duboya" yeh change karna chahta hoon main koyi idea ho to bataiye
__________________ Ek pal lagta hai kissi ko dhoondne mein
Ek ganta usse aacha lagne mein
Ek Din usko chaahane mein
Par puri zindagi bhi kam hai usko bhulane mein
-Unknown (English : Saud Kazia) |