Quote:
|
Originally Posted by Diya  tumhara naam dekhtai hi mujhe andaza ho jai ga kai ab train chalai gi to ruknai ka naam tak nahi lai gi tauba hai larki kuch dair araam bhi karliya karo tum
haan haan ab mein wohi kahoongi kai khushi hui tumhein nazam pasand ai bas dua karo tum aur tum kaho gi diya ji ye kya kehti rehti hain ab bas bhi karain mera to khayal hai ab kuch naya soch loon mein kehnai kai liyai
bauhat khush raho  |
uff tauba

ki kahe re ho...
waise main kahena toh nahi chahti thi ....ahem...par kya
aapne kabhi apni raftar par gaur farmaiya hai...:haha
aisa lagta hai local train mein jet engine laga diya ho..
aur isliye woh chalti kam awaaz zada karti hai..
aur aap sochti bhi hain

jaan kar acha toh laga par hairani bhi hui
aap bhi khush raho..

