Zain bhai ... Ab aap ne islaah kernay kii gunjaa'iSh hee naheiN chhoRee ... Wah Wah! Kya bharpoor ghazal kahii hai ... Rawaanii per shuruu se layker aaKhir tak kamaal qaaboo raha ... Bohot bohot khuSh rahii ... Aur haaN, maShq jaarii rakhiay!

3
Bohot cee daad o tehseen qubool keejiay :clap6 :clap6
Qassim Mirza
:Qassim: