Baat karney sey pehlay aoo k Hum ek Faisla Kar lein
Purane rishtey ko bhool kar hum ek naya rabt peda kar lein
Ais nayeh talukh ka naam hum munabbat kabhi na dalengey
Muhabbat kis is pardey main hum ghum kabhi na palangey
Na Bhool janay ka ghum hoga na yaad rakhne ki Aas hogi
Na ji bher dekhney ki tishnagi aur na choo leni ki pyass hogi
Waqt hoga muthi main qadi nikal janey ka na ghum hoga
Duniyah Mile na bhi dey duniya walin ka na sitam hoga
Ais nayeh rishtey ki aarh main apna talukh kabhi na khatam hoga
Baat karney sey pehlay aoo k hum ek faisla kar lein
Aab rahangey dost Sadaoon k hum yeh Wada kar lein.
