Re: Raay-Shumari Baraay Tarahi GHazal Sep,05 | |
Walaikum salam...
tamam shu'ra ka kalaam bohot munfarid aur khobsoorat laga parh ker..... bohot lutf ayaa...
main apna vote Shabnam ki ghazal ko doongi... bohot umdaah ashaar lagay... gehrai aur rawani se arastaa kalaam... khobsoorat @};-
khush rahein
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |