View Single Post
  #10  
Old 07-29-2005, 11:57 PM
aik_dam_farigh's Avatar
aik_dam_farigh aik_dam_farigh is offline
Tum Mere Ho...AR
 
Join Date: Jul 2004
Location: ~Yaado K Safar Mai.~
Posts: 18,444

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 1 Time in 1 Post
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 904
aik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura aboutaik_dam_farigh has a spectacular aura about
Question Re: *Teri Her Adaa Kay Saqay*

Quote:
Originally Posted by DIL
Salaamz Wa Rehmah!
Meray liyey alfaaz say khailna hamesha mushkil hi raha hai q kay meri urdu bus guzarey layik hi hai. Lekin mujhaye pata hai meri taba azmaii app sab bardasht ker layen gaye. Akhir ko pehlaye b kertay ayey hain. Here I go:


Teri Her Adaa Kay Sadqay

Teri jafa kay sadqay
Teri bey rukhi kay sadqay
Tera ruthnay say pehlaye
Khamshi say takna
Aur mananay sey pehlaye
Halka sa muskurana
Main kaisay bhul jaon?
Aye meray jaan-e-jana'an
Teri her adaa kay sadqay

Jisay bhula kay socha
Jisay gunvah kay mangaa
Bey hisaab chaha
Jisay her ghari hi dhunda
Woh ik teray ilawa
Koi dosra kahan hai?
Aye meray jaan-e-jana'an
Teri her adaa kay sadqay

Teri ankh ka ishara
Teray labon ki junbish
Tera piyar say yun takna
Tera bey wajha woh hunsana
Kiya kiya na yaad aye?
Aye meray jaan-e-jana'an
Teri her adaa kay sadqay

Kabhi kehna b jo chaha
Qaful per gaye labon per
Izhar kaisay kertay, iqraar kaisay kertay
Yahan kehna kiya asaan hai ?
Aye meray jaan-e-jana'an
Teri her adaa kay sadqay

Woh phool jaisi subhein
Woh khawab jaisi shaamein
Woh khamoshi main baatein
Woh jeet mein b maatein
Mujhaye yaad hain abhi tuk
Woh bey panaah chahtein
Saval ab yehi hai
Saraab kion howin woh?
Aye meray jaan-e-jana'an
Teri her adaa kay sadqay

*~~Farah Munawar Shah~~*

buhat khub (flowers) (flowers)
kush raho dear (dance)
__________________

Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi
Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi


Sukh Da Koi Saa Na Avey...?
Reply With Quote