zindigi kaati hai mainey kuch ghum o tanhai main
tu bata mujh ko tujhey jeevan kaisa lagta hai
wah hum ko tu aap ki kawish bohat achi lagi kaafi arse baad kuch share kya aap nay
1.gif)
aur bohat acha kya
isi tarha josh o jazbe sey likhti raheye
khush raheye hamesha