Quote:
|
Originally Posted by Star_light Mohabbat kay samander main uternay ka iktiyar naa raha
yeh situm nahi, tu hai kiya, kay ab tug say piyar naa raha
wafa kay mosaam main gar pakar latey titliyaan hum
tu phir kon kahta kay rangoon pay tumhara iktiyar naa raha
kash kay moquadar ki dhool main naa bichartay hum
kay ab ghar jatay huay bhi mujhey tera intizar naa raha |
I like this one much much more ...
keep writing ...awesome hein ... /clap5
be blessed siso /yhug