Mohabbat kay samander main uternay ka iktiyar naa raha
yeh situm nahi, tu hai kiya, kay ab tug say piyar naa raha
wafa kay mosaam main gar pakar latey titliyaan hum
tu phir kon kahta kay rangoon pay tumhara iktiyar naa raha
kash kay moquadar ki dhool main naa bichartay hum
kay ab ghar jatay huay bhi mujhey tera intizar naa raha