Hota Rahaa....!! | | aaj bhi apna saba se tubsuraa hota raha
naam le le kar tumhaara tazkiraa hota rahaa
aaj wo kis rang main humse milen gay a hawaa
raat bhar yeh chandni se mashwaraa hota rahaa
ho na ho un k bhi dil main hai jagaah mere liye
Breeeze isi hi baat ka bass aasraa hota rahaa
sab khush rakhiye .......... :flower
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla
Last edited by Breeeze; 04-29-2005 at 06:41 PM.
|