Re: kacha makaan meray ander ka | | Assalam o Alaikum
itnee achee tareef karney per may aap sab ka shukar guzaar hoo aur itnee daad ka may hargiz hakdaar nahee hoo ismey koi aur bhee shamil hay jis ney mujhay prompt kiya k may kuch likhoooo... khair mujh nacheez kee hosla afzai ka shukria aur mujhay guide kartey rahey ga k may kaisa likh raha ho may tankeed kay liyey bhee puree tarah tayyar hoo pls agaah kartey rahyey
wassalam
dua aur wafa ka talabgaar
tabi |