kacha makaan meray ander ka | |
@};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};-
MUSKAAN TERAY CHEHRAY KEE
@};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};-
hawayey taiz thee aur tha safar samandar ka
kisee ney maapa na toofaan meray ander ka
zameen k tukro ko taskheer karney walow tum
tumhay khabar nahee kia anjaam howa sikandar ka
dareeda daman hay woh bhee khaak mey lipta howa
magar bara khushnuma chehra laga qalander ka
~tabi daikhtein hain muskaan teray chehray kee
koi daikhta nahee hay kacha makaan teray ander ka
wassalaam
talib-e-dua and wafa
tabi ;;) |