Re: tab sey meri aankhoo.n sey aashaaoo.n ka paani behta hay | | signal pe chup chaap khara hay, akhbaroo.n ka dhahir uthaay
wo jo do (2) rotii key badley sab kii jhirkii sehta hay
jab bhi sans main leti hon ik siski kaan main parti hay
merey seeney k under na-janey koun ye rota hay
khush-fehmi ki dhoop dhaley tu a isa bhi kuch hota hay
jaise zor ki barish main koi kacha gharonda dhehta hay
WOW Shaguftaa jee .......its just faboulous ....
Its awsome ....really woh kehtay hain na k dil main utar giya .....
Allah tala aap ko khush rakhay
Likhti rahain ......
__________________ Kehtay ho kay Bichray koi muddat nahi guzri Lagta hai kabhi tum nay calander nahi dekha |