Re: <º))))><.·´¯`·.YEH KAISA KARB HAI YAA RABB!!¸.·´¯`·.¸><((( (º> | | Wah mehroooo
bohat hi khoooob
waisay yunhi ............poetry main itnaaa rythem tha k
main bhi usi rou pay behnay laga
phir aik shair likh dala ....likh tou poori ghazal dali lekin mayyar woh nahi jo aap ki ghazal ka hai
han lekin aik shair hai ...aap woh apni ghazal main shamil kar lain Suna hai Dariyaa saray samandar main gurtay hain
Hamari ankhon kay dariyaa main ik samandar sa behta hai
Khush rahiay
Likhti rahiay
__________________ Kehtay ho kay Bichray koi muddat nahi guzri Lagta hai kabhi tum nay calander nahi dekha |