khush amdeeed ARA jee
umeed hay aap
HG pe bohat enjoy karain gi
ghazal bohat aachi lagi aap ki.... khayyal ki pukhtagi hay aap ki shairi main
aap ko apney darmmiyaan pa k bohat khushi hoi
umeed hay aap apna mazeed kalam bhi juld share karain gi.... intazar rahey ga
khush raheye
likhti raheye