Quote:
|
Originally Posted by sajal aap ki yeh nazam aaj kafi ursay baad dobara parhi lekin such baat yeh hai k phelay say bhi ziada lutf aya |
Aare Samra .... ye aap hein
Bohat khushi huwe aap ko dobara deykh ker. Yaani ik arsa huwa ik zamana huwa. Kahan thein aap. keya ker rahi hein....aor hamare dhula bhaii kin hawaon mein hein. Aap to bas aese ghayab huwein k bas..:(...
is khushi mein aap ka shukreya aada kerna to bhool hi geya.....leykin ab doston ka keya shukreya ada kerna.
ab aati raha karein
khush raheye
1.gif)
inam