aaina.....
pahlay tou /yhug................ itni dair say dekha aap ka kalam yahan........
baynam rishta........kuch loug aisay hotay hain jin say sab say aham baat koi rabt rakhna lagta hai......ous rabt ka koi naam ho ya nahin....is ko nahin socha jata......
bouht piari nazm aaina......
mazeed ka intizar rahay ga.........
khush raho....../rose