zindigi ki rahoon mein... | | zindigi ki rahoon mein chalna kaisa lagta hai
tujhko yeh be rehem safina kaisa lagta hai
zindigi kaati hai mainey kuch ghum o tanhai main
tu bata mujh ko tujhey jeevan kaisa lagta hai
ab tak kata hai jeevan mera sirf teri yadoon mein
mujhsey poocho pyar mein tadapna kaisa lagta hai
sooca tha bhooloonga usko nayi duniya mein jaoonga
par mujhko maloom na tha farishta kaisa lagta hai |