Re: ~*~ A TRIBUTE TO YASIR ARAFAT ~*~ | | islam kay Sipahi kay word nay majboor kar deya kay may Reply karoon apna
Islam ka azeem Sipahi jis nay sUb Say pehlay Israil ko taslim keya
Islam ka Azeem Sipahi jis kay Ghar wal;ay Pairas may Ayashi ke zindagi guzar rahay thay
Islam ka Azeem Sipahi jis key Bank A/C may One billion dollar heen jo kay jahaad karnay waloon kay kuch kaam na aay
Islam ka Azeem Sipahi jis ko apnay samnay koe or pasand na tha jabhi to kise ko prime minsiter na bana ta tha koee os ka jansheen nhe tha
App ke nazam kafi acche hay par Media humay jo Dikha ta hay sirf wo he to sub kuch nhe hota na sochna is par bhee |