~**... Tum Thai Ya Khawb Koi ...**~
...Tum thai ya tha khawab koi...
...Daikha tha kaya saraab koi...
...Rahon ko manzil kehnay walo...
...Aanay walla hai azaab koi....
...Tujhay ishq say fursat na milli...
...Lay gaya jeenay ka nisab koi...
...Uss ka sawal he ajab tha warna...
...Na kar saka mujhay la'jawab koi...
...~Basit~ ab tu ghar ke rah pakar...
...Daina hai udhar bhi hisaab koi...