Quote:
|
Originally Posted by Diya salaam dostoo /rose
~*~ barish ka mausam ~*~
kabhi rangoon ki kehkashaan mein
kabhi baharoon kai mausam mein
mujhe barish bulati hai
yehi har pal sunati hai
kisi nai yaad kiya tum ko
koi har pal bulata hai
hawa ki har ek shokhi mein
us ki batoon ki shararat hai
naram boondoon ki sangat mein
us ki chahat ki ahat hai
mujhse har pal har lamha ye
haseen mausam yeh kehta hai
barasti boodoon mein dekho
woh tumharai sath rehta hai .................... ...../rose
khush rahain sab 1.gif) |
/aoa
Diya ji!
waahhh ji, aik or Achhi Namz aap ki jaanib se,waisay lagta hai
Aap bhi taiz Gaam Main safar ker rahi hain aaj kal
1.gif)
nice 1,yoonhi likhti
rahyye or share kerti rahyye,khush rahyye
Soft voice/violin