Re: KIRAN KIRAN SORAJ in pdf format | | A/kum jawadi ji, agar aapke paas Wasif Ali Wasif sahab ki kuchh aur books ka collection ho to plz upload zaroor kariyega, i will w8 for them.
wasif ali wasif sahab ji hum kitni bhi tareek karen kam hi hogi, unki tareek karna suraj ko diya dikhane li tarah hai.
__________________ rukiye zara sa khud ko sambhaloon
aisa na ho kahin jaan ganwa loon
bas humko to aapka hai gham
apna kya hai rahen na rahe hum |