Re: my collection all in pdf formats | | seeknay ki koshish hai dua karo kuch seek jaoon
Allah kher kare ga
na b alif bay pata ho kam se kam is line main lag gaya hoon Allah apne Habib-e-kareem P.B.U.H,Punjtan pak aur Aale pak ke sadqay se paar laga de ga mere kamyabi ke liye in se ishq ka zubani keh dena hi kafi hai aur agar Karam rehe Allah ka tu is main haqeeqat ka rang b shamil ho jaye ga |