Quote:
|
Originally Posted by ham haaNNNNNNNNNNN jo maiN nay bataya tha na kay paRhtay waqt baar baar aaNsooN nikal jatay thay us ka naam shayad yehi tha
is main asharfiyooN ka zikar hay na ???? agar hay to phir ye wohi kahani hay
or ye paRhnay kay baad pehli baar is baat ka aehsaas hua tha kay lafzooN maiN kis qadar taseer hoti hay wesay Aleem ul haq Haqee ki sirf 2 hi kahaniyaaN paRhi haiN magar mujhay lagta hay kay in jesa pur taseer shayad hi koi likhhta hoo -:?
lafz aap say khud bataiN kartay hoey mehsoos hotay haiN  |
nahi bhai is main aik Jehad ka zikar hai k aik larka apne maa baap ka eklota hota hai aur wo kaise Kashmirr jata hai .. aur kis tarha uski hone wali saas usse rokti hai aur jab wo wapis ata hai tu uska aik bazo nahi hota pher kis tarha wo aik larki ki izzet lotne say bachata hai aur shaheed ho jata hai ...
jee Alfaz main really bohut asir hota hai yeh bhi JADOGER hote hain
1.gif)
Ah0o0