Quote:
|
Originally Posted by pucca |
main bhee story perh kay bohut royee thee
eik larki jo itnee umeedo kay sath doosray ghar jatee hai uskay liye woh ghar doosra dozakh ban jata hai
yaaar jo loag aisa kurtay hainaa agar unki maa behno kay sath aisa ho to tum khud batao ismai to us admi ka kasoor hai un larkio ka to nahi naa aisey admio ko to danday pernay chahay
bus ALLAH rehem kuray sab aurto pay aameen
