Quote:
|
Originally Posted by F-A-L-A-K Aray yaar abhi tu muje NOVEL nahi mila par main doondh raha hoon mokhtalif LIB. main kaheen bhi mila tu ussi waqt parh loon ga Ah0o0
U fikar not main Mushkil kaam hi tu ziada asaani say karta hoon Ah0o0 kia samjay 1.gif) |
mujhey aik dost se mila tha , not sure ke wo library se laaya tha ya ussey bhi kisi sur se mila tha , kafi puraani baat hai , me matric mein tha uss waqt

i guess 95-6. aap ko na mila to bataiye ga , main aa ke dhoondh doo'n ga kaheen se

me ko bhi mushkil kaam bohat aasaan lagtey hain
